Saturday, April 9, 2016

Deen ki baat


Deen ki Baat


1. Saaray aamal niyat se hai yani acchi niyat se acche aamal or buri niyat se bure aamal.

2. Allah us shaks pe raham nahi karta jo logo pe raham nahi karta.

3. Paak rahna adha emaan hai.

4. Daulat milne pe log badalte nahi balki be naqaab hote hai.

5. Allah jis k sath bhalai chahta hai use deen ki samajh ata ka deta hai.

6. Namaz ko mat chorna Zindagi ki sari barkat ise me hai.

7. Dil me burai rakhne se behtar hai narazgi zahir kar do.




No comments:

Kuch deen ki Zaroori Baten

1> सुबह के वक्त सोना रिज्क को रोकता है" """"""""""""""...