Sunday, September 25, 2016

Acchi Baat


Acchi Baat

Agar qismat ka likha sab kuch hota 
to allah insaan ko dua maangna 
kabhi nahi sikhata
hazrat ALI(r.a)


Dua dastak ki tarah hai
musalsal dastak say darwaza khul 
hi jata
hazrat ALI(r.a)


Zindagi ke har mor par sulah karna
sekho.kyun ki jhukta wahi hai jis me
jaan hoti hai 
akadna to murday ki pehchan hoti hai
hazrat ALI(r.a)


Bewaqoof aurat apne husband ko 
apna ghulam banati hai 
aur khud ko ghulam ki biwi kahlati hai
jab k aqalmand aurat apne husband
ko badshah banati hai aur khud
badshah ki mallika ban jati
hazrat ALI(r.a)


Dua mangte raho kyun ki mumkin
aur na mumkin to sirf hamari soch
hai ,Allah ke liye to kuch bhi 
na mumkin nahi
hazrat ALI(r.a)




Sunday, July 17, 2016

تعلیم کیا ہے















इस्लाम में दाढ़ी रखने का हुक़्म है








आमतौर पर बढ़ी हुई दाढ़ी को लोग बेहतर नहीं मानते इसलिए वो क्लीन शेव रहना पसंद करते हैं, लेकिन आपको ये जानकर हैरानी होगी कि जो लोग अपने चेहरे पर घनी दाढ़ी रखते हैं वो कई बीमारियों से खुद को दूर कर लेते हैं। कम से कम ताजा अध्ययन तो यही कहता है। यह अध्ययन अमेरिका के एक अस्पताल में किया गया है।

अमेरिका के एक अस्पताल में किया गया शोध जर्नल्स ऑफ हास्पिटल इन्फेक्शन में छपा है। अस्पताल के करीब 408 स्टॉफ के चेहरे को क्लीन शेव किया गया। ऐसा करने का एक वाजिब कारण भी था। हम सभी जानते हैं कि अस्पताल एक ऐसी जगह होती है जहां पर इन्फेक्शन सबसे ज्यादा होता है।
शोधकर्ता यह जानकर हैरान रह गए कि क्लीन शेव लोगों को दाढ़ी रखने वालों की तुलना में चेहरे पर थोड़ा अजीब सी अनचाही तकलीफ महसूस हुई। जिन लोगों ने दाढ़ी नहीं रखी थी उनके क्लीन शेव चेहरे पर मिथाइसिलिन रेसिसटेंस 

स्टॉफ एनारस के होने की तीन गुना ज्यादा संभावना पाई गई।
यह अस्पताल में एक आम परेशानी और मुश्किल का स्त्रोत होता है क्योंकि यह तमाम एंटीबायोटिक्स के लिए प्रतिरोधकता रखता है। शोधकर्ताओं ने माना कि शेव्ड चेहरे पर ऐसी सूक्ष्म खरोचें होती हैं जो बैक्टीरिया को पनपने का पर्याप्त स्थान दे देती हैं। लेकिन दाढ़ी ऐसे बैक्टीरिया से होने वाले संक्रमण से रोकती है।





Friday, July 15, 2016

"Jab Dua Aur Koshish se


"Jab Dua Aur Koshish se


"Jab Dua Aur Koshish

Say Baat Na Baney To
Faisla Allah Par Chorh Do,
Allah Apne Bando'n K
Barey Main Behtar
Fesla Karny Wala Hay"

Hazrat Ali (R.A)

Wednesday, April 27, 2016

Current Affairs 2016




Q1:  Who won the men's singles title of the Swiss Open of Badminton on 15 March 2015 ?

 A.  Kidambi Srikanth (India)
 B.  Sun Yu (China)
 C.  Lu Kai (China)
 D.  Viktor Alexson (Denmark)


Correct Answer:  A


Q2:  What was the theme of the World Consumers Rights Day which was observed on 15 March 
         2015?

 A.  Helping consumers choose healthy diets
 B.  Consumer Justice Now
 C.  Every consumers has right to healthy diet
 D.  Our Money , Our Rights


Correct Answer:  A


Q3:  He was the vetern Gandhian who has started a lecture series Gandhi Katha in 2004.He hied on 14 March 2014.Name him.


A.  Tushar gandhi 
B.  Narayanbhai Desai
C.  Nachiketa Desai
D.  Rajmohan Gandhi 


Correct Answer:  B


Q4:  The 2016 BRICS Summit will be held in which state of India? 


A.  Goa
B.  Maharashtra
C.  Kerala
D.  Telangana


Correct Answer:  A


Q5:  The 2016 International Abilympics (IA) has started in which country?


A.  New Zealand
B.  India
C.  Denmark
D.  France  


Correct Answer:  D


Q6:  Who has won the 2016 Hero Indian Open golf title? 

A.  Jeunghun Wang
B.  SSP Chawrasia
C.  Anirban Lahiri
D.  Thangaraja 


Correct Answer:  B


Q7:  Who has won the 2016 FIFA Interactive World Cup (FIWC)?


A.  Adam Johnson 
B.  Mohamad Al-Bacha
C.  Sean Allen
D.  Abdulaziz Alshehri


Correct Answer:  B








Saturday, April 9, 2016

Rizq kam karne wale 5 asbab






Deen ki baat


Deen ki Baat


1. Saaray aamal niyat se hai yani acchi niyat se acche aamal or buri niyat se bure aamal.

2. Allah us shaks pe raham nahi karta jo logo pe raham nahi karta.

3. Paak rahna adha emaan hai.

4. Daulat milne pe log badalte nahi balki be naqaab hote hai.

5. Allah jis k sath bhalai chahta hai use deen ki samajh ata ka deta hai.

6. Namaz ko mat chorna Zindagi ki sari barkat ise me hai.

7. Dil me burai rakhne se behtar hai narazgi zahir kar do.




Monday, April 4, 2016

Acchi baat


Acchi baat

Jo log gusse ko pee jate hai 
aur dusro k qasoor muaaf kar dete hai
aise nek log Allah ko bahut pasand hai

Kisi k dil se apna dil mat lagao 
q k dil badal jate hai dil lagana hai
to Allah se lagao q k Allah kabhi nahi
badalta bal k dilo me bas jata hai

Bewaqoof aurat apne shauhar ko ghulam banati hai
aur khud ghulam ki biwi banti hai
Aqalmand aurat apne shauhar ko badshah banati hai 
aur khud mallika banti hai 

Kisi ki khamoshi ko uski kamzori mat samjho
ho sakta hai wo aapko nazar andaz kar rha ho
Tumhara rab jis cheez ko tumhare qareeb kar de 
usme hikmat talash karo aur jis cheez ko tumse
door karde us par sabra akhtiya karo


Zindagi ki kitab



Friday, April 1, 2016

ACCHI BAAT

ACCHI BAAT

SABSE ACCHE ZINDAGI WO BASAR KARTE HAI JO APNI ZAROORAT PURI KARNE K    
LEYE ALLAH K SIWA KISI AUR PAR BHAROSA NAHI KARTA.


PARESHAN HONA INSAN K INSAN HONE KI DALEEL HAI
LEKIN 
PARESHAN RAHNA INSAN KA ALLAH PAR YAQEEN NA HONE KI DALEEL HAI.


APNE ZABAN KO SALAM KARNE KA AADI BANA LO
ISSE DOST BADHTE HAI AUR DUSHMAN KAM HOTE HAI.


LOG KAHTE HAI KISI EK K CHALE JANE SE ZINDAGI NAHI RUKTI
PAR
YE KOI NAHI JANTA LAKHO K MIL JANE SE BHI US EK KI KAMI PURI NAHI HOTI


PARESHANI TAZKERAH KARNE SE BADHTI HAI
KHAMOSH RAHNE SE KAM HOTI HAI 
SABRA KARNE SE KHATM HO JATI HAI AUR
ALLAH KA SHUKRA ADA KARNE SE KHUSHI ME BADAL JATI HAI


KAINAT ME KOI INTI SHIDDAT SE KISI KA 
INTEZAR NAHI KARTA 
JITNA ALLAH APNE BANDO KI TAUBA KA KARTA HAI


KOI TUMHARA DIL DUKHAI TO NARAZ MAT HONA 
Q K QUDRAT KA QANOON HAI JIS DARAKHT KA
PHAL ZAYADA METHA HOTA HAI LOG PATTHAR 
BHI USE KO MARTE HAI.


ZINDAGI KO BADALNE ME WAQT HAHI LAGTA
WAQT KO BADALNE ME ZINDAGI LAG JATI HAI.



Monday, March 28, 2016

TEEN KASHTIYAN



Hazrat Moosa A.S ka waqia

Ek baar k waqia hai k Hazrat Moosa A.S ko Allah ne hukm diya ki samundar k kinare ja waha teen kashtiyan doobne wali hai. Moosa (a.s) fauran huqm ki tameel karte huye samundar ki taraf chal diye sahil par bahut sukoon tha door se ek kashti aati hue dikhai de jo dhere dhere sahil ki taraf arahi thi.Kuch fasle par thi to Moosa (a.s) ne awaz di ai kashti walo Allah ka huqm aane wala hai hoshiyar rahna to un logo ne jawab diya k aap jante hai Allah k huqm ko koi nai taal sakta aur ham to us k banday hai abhi kashti wale ye baat bol hi rahe the k achanak ek mauz uthi aur kashti dolne lagi sawari apne aap ko bachane lagi tabhi ek aur zaordar mauz uthi aur kashti ko baha kar apne sath samundar k teh me le gae.Thori dair mr ek aurkashti nazar aae aap ne unhe bhi khabar daar kiya par unhone bhi pahle walo ki tarah jawab diya k jo hona hai ho kar rahega aur kashti kinare ki taraf late rahe yaha tak k sahil k kinare tak aate aate kashti doob gae.Hazrat Moosa (a.s) Allah ki rahmat k bare me sonch rahe the ki aap ko teesri kashti aati dekhai de aap ne inko bhi nasihat ki k dekho Allah ka huqm aane wala hai apne gunaho ki mafi mangte hue zara ahtiyat se aana to unlogo ne jawab diya k ai Allah k nabi jis tarah aap sacche ho usi tarah Allah ka huqm bhi atal hai ise koi nai badal sakta lekin Allah ki rahmat bhi to hai ham us ki rahmat se q mayoos ho lehaja ham us ki rahmat par bharosa kar k aarahe hai aur wo apni rahmat ke sadqe me hame zaroor aman aur salamti k sath kinare pahuncha dega.Kashti walo ka ye jawab sun kar hazrat Moosa (a.s) khamosh ho gaye. Jab kashi ba hifazat kinare aagae to Allah k paighambar sochne lage k Allah ne teen kashtiyan doobne ka farmaya tha par do hi doobi ek to salamti k sath kinare aagae hai ye kaise bach gae.
  Allah ne farmaya ae Moosa aap ne suna nai k teesri kashti walo ne kiya kaha unhone mere huqm ki tasleem ki thi , mere rahmat ko awaz di thi aur us par poora bharosa aur tawkkul bhi kiya tha to isleye ye kashti mere rahmat se bach gae q k jo bhi mere rahmat k darwaze par a kar sada deta hai use na ummed nahi karta 


Darood Shareef Ki Fazilat



DAROOD SHAREEF KI FAZILAT


1.  Darood Shareef padhne se dil paak ho jata hai.

2.  Darood Shareef gunaho ka kafara hai.

3.  Darood Shareef padhne se aamal pak ho jata hai.

4.  Darood Shareef padhne se darze buland ho jate hai.

5.  Darood Shareef padhne walo ko paimane bhar bhar k sawab milta hai.

6.  Jo shakash Darood Shreef ko apna wazeefa bana leta hai Allah pak us ke dunya aur akhrat ke      kaam apne zimme leleta hai.

7.  Darood Shareef padhne ka sawab ghulam azad karne se bhi afzal hai.

8.  Darood Shareef padhne wale k leye Allah ki rza aur rehmat likh di jati hai.

9.  Darood Shareef padhne wale ki peshani pe likh diya jata hai ki ye dozakh se bari hai.

10.Darood Shareef padhne wala pul siraat se tezi aur aasani se guzar jayega.

11.Pul siraat pe use noor ata hoga.

12.Darood Shareef padhne wala marne se pahle apna muqam jannat me dekh leta hai.

13.Darood Shareef padhne wale ka dil paak ho jata hai.

14.Darood Shareefpadhne walo ki dua hamesha qabool hoti hai.

15.Darood Shareef padhna ek ibadat hai.

16.Darood Shareef padhne walo ko hamesha neki karne ki khawahish rahegi.

17.Darood Shareef padhne wala marne tak imaan par qayam rahega.

18.Darood Shareef ruhaniyat ke khajane ki chabhi hai.

19.Darood Shareef padhne walo ka ghar raushan rahega.

Friday, March 25, 2016

Shayari


Mirza Ghalib ki Shayari


Kitna khauf hota hai sham ke andheroon me,
poonch un parindo se jin k ghar nahi hote...


Un ko dekhne se jo aajati hai chehre pe raunaq,
Wo samajhte hai ki bimar ka haal accha hai.....


acche surat ko sawarne ki zaroorat nahi,
sadgi bhi qayamat ki alamat hoti hai....


Hum to fanaah ho gaye uk ki aankhen dekh k,
na jane wo aaina kaise dekgte honge.....


Hatoon ki lakiroon pe mat ja ae dost ,
Naseeb to unke bhi hote hai jinke hath nahi hote....


Ishq ne Ghalib nikamma kar diya ,
Warna hum bhi aadmi the kaam ke....


Is dil ko kisi ki aahat ki aas rahti hai,
nigah ko kisi surat ki pyas rahti hai,
tere bina zindagi me koi kami to nahi,
phir bhi tere bina zindagi udas lagti hai......


Kitne door nikal gaye rishte nibhate nibhate,
khud ko kho diya apno ko pate pate,
Log kahte hai dard hai mere dil me ,
Aur hum thak gaye muskurate muskurate .....







Tuesday, March 22, 2016

ख़ूबसूरती के लिए


ख़ूबसूरती के लिए बेहतरीन राज़  




हाथों की खूबसूरती के लिए अपने हाथों से सदक़ा दिया करे 

आवाज़ की खूबसूरती के लिए क़ुरान पाक कि तिलावत किया करे 

आँखों की ख़ूबसूरती के लिए अल्लाह के खौफ से आंसू बहाएं

चेहरे की ख़ूबसूरती के लिए वज़ू की आदत डालें

दिल की ख़ूबसूरती के लिए दिल में अल्लाह की याद बसाएं 

दिमाग की ख़ूबसूरती के लिए अल्लाह की बारगाह मे सजदा करें|





Monday, March 21, 2016

General knowledge


1.  Total number of High Courts in India ?
      24.

2.  Full form of FBI ?
     Federal bureau of investigation.

3.  Oldest High Court of our country ?
     Kolkata High Court.

4.  Name the State of India having two capitals?
     Jammu and Kashmir.

5.  Name the two capitals of Jammu and Kashmir ?
     Srinagar (summer) , Jammu (Winter).

6.  Capital of Odisha ?
     Bhubaneswar.

7.  Capital of Rajasthan ?
     Jaipur.

8.  Capital of Meghalaya ?
     Shillong.

9.  Capital of Nagaland?
     Kohima.

10. Capital of Tamil Nadu?
      Chennai.

11. Capital of Tripura?
      Agartala.

12. Capital of Uttar pradesh?
      Lucknow.

13. Capital of Uttarakhand?
      Dehradun.

14. Capital of West Bengal?
      Kolkata.

15. State Bank of India Headquarters?
      Mumbai. 

16. State Bank of India was founded on?
      July 01, 1955.

17. Headquarters of Indian Railways?
      New Delhi.

18. Indian railways is divided in how many zones?
      17.

19. Fastest train in India?
      Bhopal Shatabdi Express.

20. Mother Teresa was born on ?
      August 26 , 1910



             

Friday, March 18, 2016

Shayari



वादे पे वो ऐतबार नहीं करते,
हम जिक्र मौहब्बत सरे बाजार नहीं करते,
डरता है दिल उनकी रुसवाई से,
और वो सोचते हैं हम उनसे प्यार नहीं करते|
                                                                            (Mirza Ghalib)


इस दिल को किसी की आहट की आस रहती है
निगाह को किसी सूरत की प्यास रहती है
तेरे बिना जिन्दगी में कोई कमी तो नही
फिर भी तेरे बिना जिन्दगी उदास रहती है॥ 
                                                                                (Mirza Ghalib)


अब कहाँ रस्म घर लुटाने की

अब कहाँ रस्म घर लुटाने की 
बरकतें थीं शराबख़ाने की
कौन है जिससे गुफ़्तगू कीजे
जान देने की दिल लगाने की
बात छेड़ी तो उठ गई महफ़िल
उनसे जो बात थी बताने की

साज़ उठाया तो थम गया ग़म-ए-दिल
रह गई आरज़ू सुनाने की
चाँद फिर आज भी नहीं निकला
कितनी हसरत थी उनके आने की
                                     (Faiz Ahmad Faiz)


उड़ने दे इन परिंदो को आज़ाद फ़िज़ा में ग़ालिब 
जो तेरे अपने होंगे वो लौट आएंगे किसी रोज़ 
                                                           (Mirza Ghalib)


न रख उम्मीद -ए- वफ़ा किसी परिंदे से इक़बाल 
जब पर निकल आते हैं , तो अपना भी आश्यना भूल जाते है 
                                                                          (Allama Iqbal)





Friday, March 11, 2016

4 BOOKS



Four books were revealed by Allah to different Prophets.

Tawrat , Zabur , Injil and the Holy Quran.

The Tawrat was revealed to Hazrat Musa (A.S).
The Zabur was revealed to Hazrat Dawud (A.S).
The Injil was revealed to Hasrat Isa (A.S) and.
The Quran was revealed to Hazrat Muhammed (S.A.W).


Only the Holy Quran exists in it original form today.

The Holy Quran was revealed over a period of 23 years.
It has 30 parts, which consist of 114 chapters, totalling 6666 verses.




Hadith of the Beloved Prophet Muhammed Mustafa (S.A.W)

Every thing has a heart. The Heart of the Quran is Surah Yaseen.
Anyone who reads Surah Yaseen once will receive the reward of Ten Quran.





Sunday, March 6, 2016

Kuch deeni batein




Muaaf kar deny se insan ki apni rooh paak hoti ha...!!!"

"Aurat ki khobi do baato mein hoti ha, Usey koi na mahram na dekhe aur wo kisi na mahram ko na dekhe...!!!"

"Badla lene se pahle ye zaroor khayal kar liya karo ky tum apne khuda k nazdeek kitne qasoor waar ho...!!!"

"Beshak JANNAT maa ke qadmo tale ha LEKIN Jannat ka darwaza tab hi khuly ga jab BAAP raazi hoga...!!!"

"Kanjoos shakhs kitna badnaseeb ha k dunya mein fakeero jaisi zindagi guzarta ha aur qayamat ko ameero jaisa hisab dy ga...!!!".


"Khush ikhlaq logo se khush ikhlaqi se paish aana kamal nahi magar Bad ikhlaq logo se khush ikhlaqi se paish aana kamal ha...!!!
Hazrat Ali (R.A)

"Naseeb se ziyada qeemti Duaa hoti hai q ki  jab Zindgi me sab kuch badal jaye tab insaan ke pas duaa hi bachti hai jo naseeb badal deti ha 





Friday, March 4, 2016

Election news. 4 March 2016

5 राज्यों में चुनाव की तारीखों का एलान


नई दिल्ली. इलेक्शन कमीशन ने शुक्रवार को पांच राज्यों में विधानसभा चुनाव की तारीखों का एलान किया। पश्चिम बंगाल और असम में 4 अप्रैल से वोटिंग शुरू होगी। तमिलनाडु, केरल और यूनियन टेरेटरी पुडुचेरी में 16 मई को वोटिंग होगी। नतीजे 19 मई को आएंगे।

पश्चिम बंगाल में 4, 11, 17, 21, 25, 30 अप्रैल और 5 मई को वोट डाले जाएंगे।
असम में 4 और 11 अप्रैल को वोटिंग होगी।
तमिलनाडु, केरल और पुडुचेरी में एक साथ 16 मई को वोटिंग होगी।



Thursday, March 3, 2016

GK


1. भारत में रेलों का इतिहास अप्रैल 1853 शुरू हुआ | भारत में पहली रेल 16 अप्रैल 1853 को बॉम्बे से ठाणे के बीच     चली थी|

2. भारतीय रेलवे बोर्ड की स्थापना हुई थी?  सन 1905 ई०

3.“मिड डे मीलयोजना (राष्ट्रीय स्तर पर) कब से प्रारंभ की गयी थी? 15 अगस्त, 1995

4. बाग्लादेश मेँ गंगा नदी को किस नाम से पुकारतेँ है ? -- पदमा

5.किस गायिका को सुर की रानी कहा जाता है? -- लता मंगेशकर

6. फेसबुक की स्थापना हुई थी ? --  2004

Monday, February 29, 2016

GK




WWW के आविष्कारक है ?  Tim Berner Lee

 WWW का पूरा नाम हैWorld Wide Web

FTP का पूरा नाम है ? File Transfer Protocol 

कंप्यूटर के जनक" एवं पिता किसे कहा जाता हैचार्ल्स बाबेज




GK


1. संसार की सबसे लंबी नदी कौन सी है? -- नील

2. प्रधानमंत्री नरेंद्र मोदी द्वारा गांधी जयंती के अवसर पर शुरू किये गए सफाई अभियान का नाम है? -- स्वच्छ भारत

3. हमारे भोजन में कौन से तत्व उर्जा के मुख्य स्रोत होते है ? -- खनिज

4. डा. अब्दुल कलाम जी का देहांत किस राज्य में हुआ ? -- मेघालय

5.  कितने गृह प्रथ्वी की तुलना में सूर्य के निकट है ? -- दो

6. अंग्रेजों का पहला संघर्ष किस मुगल शासक से हुआ? -- बहादुरशाह जफर

7. चीन की राजधानी कहाँ है ? -- बीजिँग

8. सबसे अधिक कोयला किस राज्य मेँ है ? -- झारखण्ड

9. A.T.M का Fullform क्या हैं? -- Automated Teller Machine

10.शिवसेना किस राज्य का प्रमुख क्षेत्रिय दल है? -- महाराष्ट्र

11.  पीतल किन दो धातुओं का मिश्रण है? -- कॉपर और जिंक

12. भूकंप की तीव्रता की माप किस यंत्र के द्वारा की जाती है ? -- रिक्टर स्केल

13. राज्य के राज्यपाल की नियुक्ति किस  के द्वारा की जाती है -- राष्ट्रपति के द्वारा

14.रविवार (SUNDAY) कि छुट्टी कब आरम्भ हूई? -- 1843

15.अरुणाचल प्रदेश की राजधानी कौन-सी है ? -- ईटानगर

16.विश्व में चावल का सब से ज़यादा उत्पादक किस देश है -- चीन

17.अरुणाचल प्रदेश की राजधानी कौन-सी है ? -- ईटानगर

Kuch deen ki Zaroori Baten

1> सुबह के वक्त सोना रिज्क को रोकता है" """"""""""""""...